Best blog for Social Media Enthusiasts, HD images download and Technophiles. Find about latest hindi sex story, shayari, jokes, high resolution images, mobile themes, mobile antivirus, mobile wallpaper, Messages for mobile, profile pictures, facebook photo, love images

Top 10 Best Dosti Friendship Hindi Shayari


Read Dosti Shayari in Hindi, New and Best Dosti Shayari with image, Dosti Shayari for facebook whatsapp status, Latest Dosti Shayari in hindi font, Top Dosti Shayari of 2018. Hindi Shayari, Dosti Shayari, Best Dosti Shayari, New Dosti Shayari, Dosti Shayari in Hindi, Dosti Shayari Sms, Dosti Shayari Status.


Top 10 Best Dosti Friendship Hindi Shayari

Shayari Ki Zarurat Mehfil Mein Hoti Hai,
Pyar Ki Zarurat Dil Mein Hoti Hai,
Dosti Ke Bina Mayush Hoti Hai Zindagi
Sache Dost Ki Kami Har Pal Mehsoos Hoti Hai...!!!

Dosti Yaari Friendship Shayari in Hindi


Har kamyaabi pr aapka naam ho,
Har kadam pr duniya ka salam ho,
Thand ka samna himmat se karna,
Hum nahi chahte ki aapko jukaam ho dost…!!!

Chal Raha Tha Tanha Zindagi Ke Safar Mein
Kuch Nahi Tha Mayoos Baithe Dil Mein
Jab Se Bana Diya Khuda Ne Aapko Dost Mera
Jannat Lekar Aayi Dosti Tumhari Meri Sunsaan Zindagi Mein…!!!

Mangi hai Upar Wale se yehi dua,
Teri Yaari ke alawa koi aur Bandagi naa mile,
Har Janam mein mile mujhe Yaar tere jaisa,
Yaa phir kabhi dobara Zindagi naa mile…!!!

Zamane se kab ke guzar gaye hote
Thokar lagi hoti to sambhal gaye hote
Ye to sahara hain apki dosti ka
Warna hum to moti hain kab ke bikhar gaye hote…!!!

Dosti Agr Gunaah Hai Toh Hone Mat Denaa
 Dosti Khudaa Hai Toh Khoney Mat Denaa
 Karte Ho Dosti Jab Kisi Se Toh Kabhi Uss
 Dost Ko Rone Mat Dena…!!!

Yar ko yar ka ishara yaad rehta hai,
Har yaar ko apna yarana yaad rehta hai,
Kuch samay to apne sachche yaar ke saath bitao,
Wo lamhaa maut tak yaad rehta hai…!!!

Aasmaan hum se naraz hain,
taroon ka gussa bhi be hisab hain,
mujh se jaltey hain yeh sab
kyunki chand se behtar dost jo mere pass h…!!!


Share:

{*Dosti*} 100+ Friendship Shayari in Hindi


Share the best friendship and dosti shayari collection in hindi. Enjoy our Friendship and Dosti Shayari on the web, Facebook and blogs. latest Dosti Shayari for Facebook Whatsapp, Yaar Shayari, Shayari for Dosti, Funny Dosti Shayari, Dost Shayari, Latest Dosti Shayri, Yaari Shayari, Friendship Shayari.

{*Dosti*} 100+ Friendship Shayari in Hindi

Friendship Shayari in Hindi


Khamosi Mein Ek Ada Itni Pyari Lagi,
Aapki Dosti Hume Sabse Nyari Lagi,
Ye Na Kabhi Tute Yahi Dua Hai,
Kyonki Ye Dosti Hi Hume Humari Lagi...!!!

Diye To Aandhi Mein Bhi Jala Karte Hain,
Gulab To Kaanto Mein Bhi Khila Karte Hain,
Khush Nasib Bahut Hoti Hai Woh log,
Dost Aap Jaise Jab Mila Karte Hain….!!!

Maza aata hai kisi ko satane me,
Ruthe na koi to maza kya manane me,
Ek dosto se hi to khushi hai,
Warna rakha kya hai es zindgi or zamane me…!!!

Tum Hason To Khushi Mujhe Hoti Hai
Tum Rodon To Aankhein Meri Roti Hain
Mehsoos Kar Ke Dekh Lo
Dosti Aise Hi Hoti Hai...!!!

Phoolon Ki Mehak Ko Churaya Nahi Jaata
Sooraj Ki Kirno Ko Chupaya Nahi Jaata
Kitne Bhi Door Raho Ae Dost Tum
Dosti Mein Aap Jaise Dost Ko Bhulaya Nahi Jaata…!!!

Ye Din Yoon Hi Guzar Jayenge,
Shyad Hum Dost Yuhi Bichad Jayenge,
Naraz Na Hona Aap Hamari Shararton Se,
Yahi To Wo Pal Hain Jo Baad Me Yaad Aayenge...!!!

Besak Kuch Waqt Ka Intezaar Mila Humko,
Pr Khuda Se Badhkar Yaar Mila Humko,
Na Rahi Tammana Kisi Jannat Ki,
Ae Dost Teri Dosti Se Vo Pyar Mila Humko…!!!

Kuch Rishtey Anjane Mein Ban Jaate Hain,
Pehle Dil Se Phir Zindagi Se Jud Jate Hain,
Kehte Hain Uss Daur Ko Dosti,
Jisme Anjaane Na Jaane Kab Apne Ban Jaate Hain..!!!

Hui hai agar subah to raat bhi jarur hogi hi,
Mat hona tum udaas kabhi to baat bhi jarur hogi hi,
Itne dil se ki hai dosti humne agar,
Zindagi rahi to mulakaat bhi jarur hogi…!!!

Share:

{*Dosi*} Best Collection of Shayari on Friendship

Latest Friendship Shayari or Dosti Shayari in Hindi. Best Collection of Shayari on Friendship, Dosti Sms and Friendship Status Dedicated To True Friends.

Best Collection of Shayari on Friendship

Har Dost Se Achi baat Karna Fitrat Hai Hmari,
Har Dost Khush Rahe Hsrat Hai Hmari,
Koi Humko Yaad Kare Na Kare,
Har Dost Ko Roz Yaad Karna Adat Hai Huhmari…!!!

Best Collection of Hindi Shayari on Friendship/Dosti


Duriya Hote Huye Bhi Safar Vahi Rahega,
Juda Hote Huya Bhi Dostana Vahi Rahega,
Bahot Mushkil He Ye Safar Zindgi Ka,
Aapka Sath Hoga To Ehesas Vahi Rahega…!!!

Zindagi Har Pal Khas Nhi Hoti,
Pholo Ki Khushbo Hamesha Paas Nhi Hoti,
Milna Hamari Takdir Me Likha Tha
Warna Itni PYari “Dosti” Itefaq Se Nhi Hoty…!!!

Milna Bichharna Sab Qismat Ka Khel H,
Kahin Nafrat Kahin Dilon Ka Mail H,
Bik Jata He Har Rishta Duniya Me,
Sirf Dost Hi Yahan “NOT 4 SALE” H…!!!

Arzoo Hamesa Adhuri Nahi Hoti
Dosti Mein Kabhi Duri Nahi Hoti
Jinke Dil Me Aap Jaise Dost Rahte Hain
Unke Liye Dhadkan Bhi Zaruri Nahi Hoti…!!!

Aapki Humari Dosti Suron Ka Saaj Hain,
Aap Jaise Dost Par Hamein bahut Naaz Hai,
Ab Chaahe Kuchh Bhi Ho Jaye Zindgi Mein,
Dosti Waise Hi Rahegi Jaise Aaj Hai...!!!

Dusmano me bhi dost mila karte he,
Kaanto me bhi phool khila karte he,
Humko kaanta samaj kar chhor na dena,
Kaante hi pholon ki hifazat kiya krtey hain..!!!

Koi Hamari Tarah Hasaye To Bata Dena,
Koi Hamari Tarah Sataye To Bata Dena,
Dosti To Apse Koi Bhi Kar Lega,
Koi Hamari Tarah Nibhaye To Bata Dena…!!!

Karni Hai Khuda Se Gujarish
Teri Dosti Ke Siwa Koi Bandgi Na Mile
Har Janam Mein Mile Dost Tere Jaisa
Ya Phir Kabhi Zindgi Na Mile…!!!

Share:

Latest Friendship Shayari or Dosti Shayari in Hindi


Read Dosti Shayari in Hindi, New & Best Dosti Shayari with image, Dosti Shayari for facebook whatsapp status, Latest Dosti Shayari in hindi font, Top Dosti Shayari of 2018 -2019.

Latest Friendship Shayari or Dosti Shayari in Hindi

Banane Wale ne ek dost mere liye Banaya..
Jise AapKe roop main maine Paya...
Jo mere dil main aisa samaya...
Jaise purani haveli main bhoot ka saya...!!!

Best Collection of Shayari on Friendship

Palbhar mein tut jaye wo kasam nahi,
Dost ko bhul jaye wo hum nahi,
Tum hume bhool jao iss baat mein dum nahi,
Kyoki tum hame bhul jao itne bure hum nahi…!!!

Zindagi lambi hai dost banate raho,
Dil mile na mile hath milate raho,
Taj Mahal banana toh bahut costly hoga,
Par har gali me ek Mumtaz banate raho…!!!

Dil se dil kabhi juda nahi hote,
Yuhi dil kisi pe fida nahi hote,
Pyar se bada hota hai dosti ka rista
Kyunki dost kabhi bewafa nahi hote…!!!

Ek ap hi DOST ho duniya me
jise hum apna mante hain,
roz jis k liye dua mangte hain,
log to jalte hain humse,
kyonki wo bhi “Ap” jesa “DOST” mangte hain..!!

Dosti mohabbat hai nafrat nahi
dosti iqrar hai takrar nahi
dosti hakikat hai khayal nahi
Har koi dosti ko samaj nahi sakta
kyoki Dosti ahsaas hai andaz nahi…!!!

Mere Dost Tum Bhi Likha Karo Shayari
Tumhara Bhi Meri Tarah Naam Ho Jayega
Jab Tum Par Bhi Padenge Ande Aur Tamatar
To Sham Ki Sabji Ka Intejaam Ho Jayega…!!!

Kaafi hai husn dil ko behlane ke liye,
Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye,
Chahe bhale pade gam se vasta,
Ek hum jaisa dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye..!!

Share:

ज़रा सी ज़िंदगी है | Heart Touching Shayari in Hindi

Heart Touching Shayari in Hindi

ज़रा सी ज़िंदगी है अरमान बहुत हैं
हमदर्द नहीं कोई इंसान बहुत हैं
दिल के दर्द सुनाएं तो किसको
जो दिल के करीब है वो अनजान बहुत हैं...!!!

New Heart Touching Shayari Lines in Hindi


बहुत सुन्दर शब्द जो एक गुरुद्वारे के दरवाज़े पर लिखे थे :
सेवा करनी है तो, घड़ी मत देखो !
लंगर छ्कना है तो, स्वाद मत देखो !
सत्संग सुनाना है तो, जगह मत देखो !
बिनती करनी है तो, स्वार्थ मत देखो !
समर्पण करना है तो, खर्चा मत देखो !
रहमत देखनी है तो, जरूरत मत देखो !!

मुझे अच्छे लगते हैं वो लोग जो मुझे
नफ़रत करते हैं क्यूँकि हर कोई मुझे
प्यार से देखगा तो नज़र लग जाएगी ना…!!!

Zindagi Badi Ajeeb Si Ho Gayi Hai
Jo Musafir The Woh Raas Nahi Aaye
Jinhe Chaha Woh Saath Nahi Aaye…!!

बेशक तुम्हें गुस्सा करने का हक है मुझ पर
पर नाराजगी में कहीं ये मत भूल जाना
कीहम बहुत प्यार करते हैं तुमसे….!!!

जीत हासिल करनी हो तो
अपनी काबिलियत बढाओ
किस्मत की रोटी तो

कुत्तों को भी नसीब होती है..!!!

न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
प्यार खुद चल कर आता है
जब कोई किसी का नसीब होता है…!!!

ज़िन्दगी को "आसान" नहीं,
बस खुद को "मजबूत" बनाना पड़ता है।
उत्तम समय कभी नहीं आता,
समय को उत्तम बनाना पड़ता है...!!!

हम भी कभी मुस्कुराया करते थे
उजाले मे भी शोर मचाया करते थे
उसी दिए ने जला दिया मेरे हाथो को
जिस दिए को हम हवा से बचाया करते थे…!!!

Heart Touching Shayari in Hindi Fonts, Love Emotional Shayari in Hindi, New Heart Touching Shayari 2018, Latest Heart Touching Shayri, Best Heart Touching Shayari for Whatsapp Facebook, Heart Touching Shayari on Love. 
Share:

मेरी पागल सी मोहब्बत | 2 Line Shayari SMS in Hindi

Life me kuch aise thought aur shayari bhi padhni chahiye jisse aapko kuch naya sochne ko mile ya naya karne ko mile jisse apki jindagi badal sakti hai aur uske saath soch bhi badal sakti hai

2 Line Shayari SMS in Hindi


तेरी मोहब्बत को तो पलकों पर सजायेंगे
मर कर भी हर रस्म हम निभायेंगे..!!

समने हो मंजिल रास्ता ना मोडना जो भी मन मे हो वो सपना ना तोडना
कदम कदम पे मिलेगी मुशिकल आपको बस सितारे चुनने के लिए कभी ज़मीन मत छोडना...!!!

2 Line Shayari Sms and Short Shayari in Hindi 

मेरी पागल सी मोहब्बत तुझे बहुत याद आएगी
जब हँसाने वाले कम और रुलाने वाले ज्यादा होंगे...!!!

खुशबू बनकर गुलों से उड़ा करते है धुआं बनकर पर्वतों से उड़ा करते है
यह केचियाँ खाक हमें उड़ने से रोकेगी हम परों से नहीं हौसलों से उड़ा करते है...!!!

देने को तो कुछ भी नहीं है मेरे पास
मगर तेरी ख़ुशी मांगने हम खुदा तक भी जायेंगे..!!


दुनिया का दस्तूर ही कुछ अजीब है, दौलत चाहे कितनी भी बेईमानी से आये

उसकी रखवाली के लिए सबको ईमानदार शख्स ही चाहिए..!!!

काँच को आईना बनाने के लिए उसके पीछे पारा चढ़ाया जाता है
तभी तो जिसको आईना दिखाओ, उसका पारा चढ़ जाता है...!!!

उदास होने के लिए दुनिया पड़ी है नज़र उठाओ सामने जिंदगी खड़ी है
अपनी हँसी को होंटो से न जाने देना क्योकि आपकी मुस्कराहट के पीछे दुनिया पड़ी है..!!!

मुश्किले दिल के इरादे आजमाती है हुस्न परदे निगाहों से हटती है
हौसला मत हार गिर कर ओ मुसाफिर, ठोकर इान को चलाना सिखाती है...!!!

Latest collection of Two Line Shayari, 2 Line Shayari Sms and Short Shayari in Hindi. All these Heart Touching Two Line Shayari boasts many emotions in the heart with very few words. So read and feel the deep feelings of this shayari.
Share:

100 + Dard Bhari Shayari in Hindi Fonts


100 + Dard Bhari Shayari in Hindi Fonts

Pyar KarKe Jatay Ye Koi Jaruri To Nahi,
Yaad Kar Ke Koi Bataye Ye Koi Jaruri To Nahi,
Rone Wale Dil Hi Dil Me Hi Ro Lete Hain,
Aankh Me Aansoon Aaye Ye Koi Jaruri To..!!

Apna Bhi Gam Mujhe Mere Raazdar De,
Kuch Is Tarah Se Khud Pe Mujhe Aitbar De,
Kahi Kal Tum Mera Hath Na Chod Do,
Jitna Nibha Sake Mujhe Utna Hi Bas Pyar Do…!!!

 Dard Bhari Shayari in Hindi Fonts

Kaise Jee Raha Hu Main Nahi Janta,
Kyu Ab Tak Zinda Hu Main Yaha Nahi Janta,
Maut To Aani Hai aur Aayegi Ek Din,
Mgr Tu Kab Aayegi Main Nahi Janta…!!!

Dhoka diya tha jab usne mujhe Jindgi se me naraz tha,
Phir socha usse dil se nikal du,
Dekha to kambkth dil bhi uske pas tha…!!!

Wafa Ki Jung Mat Ladna Sab Bekar Jaati Hai,
Duniya Jeet Jaati Hai Pyar Me Mohabbat Haar Jaati Hai,
Hamari Baat Chodo Ham Aise Log Hai JinKo,
Zamana Kuch Nahi Kehta Mgr Judayi Maar Jaati Hai.!!!

Iss zindagi ne diya hai hume hazar dukh
Pyaar jab jab kiya pyaar ne dhoka diya hazar baar
Aaj bhi dil dhadakta hai humara
Dar lagta uss hawa ke jhonka se
Jo apne sath khushian lati hai

 Dil Tutne Ki Shayari in Hindi

Bhar Aayi Aankhe Jab Unka Naam Aaya,
Ishq Nakam Hi Sahi Fir Bhi Bohat Kaam Aaya,
Humne Ishq Mein Aisi Bhi Guzari Hai Raate,
Jab Talak Aansu Na Bahe Dil Ko Aaram Na Aaya…!!!

Saanse bhi loon to uski mehak aati hai
usne thukraya hai mujhe itne qareeb aane ke baad
Uski aankhon me nazar aata hai saara jahan mujhko,
 Afsos ki un aankhon me kabhi khud ko nahi dekha…!!!

Pyar me dhokha khaye hue Insaan ne khuda se kaha,
Ya khuda tu ishq na karna Varna khub pachtayga,
Hum to marke tere pas aayenge Tu kiske pass jayega…!!!

Koi rishta naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka har pal suhana nahi hota,
Juda hona to kismat ki baat hai,
Par judai ka matlab bhulana nahi hota….

Ye Dekha Hai Humne Khud Ko Aajmakar,
Dhoka Dete Hai Log Karib Aa Kar,
Kehti Hai Duniya Par Dil Nahi Manta,
Ke Chod Jaoge Tum Bhi Ek Din Aapna Banakar…!!!

Share:

Most Heart Touching Hindi Sad Shayari Status

Most Heart Touching Hindi Sad Shayari Status

वहीं खड़ा हुँ जहाँ पर तुम छोड़ गये थे
लोग कहते है की तुम पलट कर आओगे...!!!

तेरे चले जाने के बाद मोहब्बत नहीं की किसी से
छोटी सी जिन्दगी मे किस किस को आजमाते!!!

Most Heart Touching Hindi Sad Shayari Status 


बहुत रुलाया है लोगो ने ए मौत
अगर तू साथ दे तो सब को रुलाने का इरादा है मेरा..!!

बुलंदी तक पहुंचना चाहता हूँ मै भी...
पर गलत राहो से होकर जाऊ इतनी जल्दी भी नही..!!

ईश्क है तुम से लुका छिपी का खेल नहीँ
इनकार ही सही मगर खुल कर तो कर...!!!

आशिक़ो ने ही कर दिया है शराब को बदनाम
महबूबाओ ने छोड़ दिया दामन ,इसके ही नाम..!!

ये तो शौक है मेरा ददॅ लफ्जो मे बयां करने का,
नादान लोग हमे युं ही शायर समझ लेते है...!!!

ये ज़माना कम न था मुझको सताने के लिए
आ गए क्यूँ आप भी दिल को दुखाने के लिए..!!

थक गया है दर्द अपनी अदाकारी करते करते
ऐ ख़ुशी कभी तू भी अपना किरदार निभा दे..!!

ये जो छोटा सा लफ़्ज़ मुहब्बत है
तू अगर साथ है तो बहुत खूबसूरत है..!!
Share:

Copyright © 2018 Jokesgum All Rights Reserved