Best blog for Social Media Enthusiasts, HD images download and Technophiles. Find about latest hindi sex story, shayari, jokes, high resolution images, mobile themes, mobile antivirus, mobile wallpaper, Messages for mobile, profile pictures, facebook photo, love images

Top 6 Heart Touching Line in Hindi

Top 6 Heart Touching Line in Hindi

पायल हज़ारो रूपये में आती है, पर पैरो में पहनी जाती है
और.....
बिंदी 1 रूपये में आती है मगर माथे पर सजाई जाती है
इसलिए कीमत मायने नहीं रखती उसका कृत्य मायने रखता हैं...!!!

Motivational Heart Touching Line in Hindi 



अच्छे मार्ग पर कोई व्यक्ति नही जाता पर बुरे मार्ग पर सभी जाते है...
इसीलिये दारू बेचने वाला कहीं नही जाता ,
पर दूध बेचने वाले को घर-घर
गली -गली , कोने- कोने जाना पड़ता है...!!!


लाइन छोटी है,पर मतलब बहुत बड़ा है 
उम्र भर उठाया बोझ उस कील ने ...
और लोग तारीफ़ तस्वीर की करते रहे...!!!

दूध वाले से बार - बार पूछा जाता है कि पानी तो नही डाला ?
पर दारू मे खुद हाथो से पानी मिला-मिला कर पीते है..!!!

एक किताबघर में पड़ी गीता और कुरान आपस में कभी नहीं लड़ते,
और
जो उनके लिए लड़ते हैं वो कभी उन दोनों को नहीं पढ़ते...!!!

नमक की तरह कड़वा ज्ञान देने वाला ही सच्चा मित्र होता है,
मिठी बात करने वाले तो चापलुस भी होते है।
इतिहास गवाह है की आज तक कभी नमक में कीड़े नहीं पड़े।
और मिठाई में तो अक़्सर कीड़े पड़ जाया करते है...!!!

Share:

Dosti Friendship (Dosti) Shayari and SMS


Dosti Friendship (Dosti) Shayari and SMS

Dosti ki mahek ishq se kam nahi hoti
Ishq pe hi zindgi khatm nahi hoti
Agar sath ho zindgi men achche dosto ka
Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti…!!!

Na saathi hai koi na hamsafar hai koi
Na hum kisi ke na hamara hai koi
Par aapko dekh kar kah sakte hai
Ki pyara sa dost hamaara bhi hai koi…!!!

Dosti ke mayne hamse kya puchte ho
Hum abhi in baton se anjaan hain
Sirf ek gujarish hai ke bhul na jana hame
Kyunki aapki dosti hi hamari jaan hai...!!!

Tumhari yaad dil se jaane nahi denge
Tumhare jaisa dost khone nahi denge
Sharafat se SMS bhejte rehna Varna
kaan ke niche denge Aur fhir rone bhi nahi denge…!!!

Kuch dost palbhar me bhula diye jate hai
kuch dost pal-pal yaad aate hai
hum aapse yahi puchna chahte hai
ki dosto ki is katar me hum kahan aate hai…!!!

Dost - dost nahi khuda hota hai
mahsus tab hota hai jab wo juda hota hai
bin dost ke jeena ek saza hai
aur tum jesa dost ho to jeene ka alag hi maza hota hai…!!!

Dosti Shayari in Hindi Collection, Dosti Shayari in Hindi Font, New Dosti Shayari 2018,  Read through a wide collection of latest daily Hindi freindship (dosti) shayari and SMS only on jokesgum.

Share:

Dosti Zindagi Shayari for Best Friends


Dosti Shayari in Hindi Collection, Dosti Shayari in Hindi Font, New Dosti Shayari 2018,  Read through a wide collection of latest daily Hindi freindship (dosti) shayari and SMS only on jokesgum.


Dosti Zindagi Hindi Shayari for Best Friends

Dosti shayad zindgi hoti hai
Jo har dil mein basi hoti hai
Waise to jee lete hai sabhi akele magar
Phir bhi zarurat inki har kisi ko hoti hai…!!!

Zindagi ke daur me hawao se talluk rakhna
Dosti ke dauran me dosto ko yaad rakhna
Hamari dosti ki khushboo aati rahegi
Tum bas apana mobile khula rakhna…!!!

Mandiron me Hath Jode jate hai
Masjidon me Hath Failaye jate hai
Per sirf DOSTI hi ek aisa Rishta hai
Jisme Hath Milaye jate hai…!!!

Yaadon me aane wale tera sukriya
Dil ko behlane wale tera sukriya
Kaun karta hai Jamaane me itni Dosti
Hame apna Dost Banane wale tera Sukriya…!!!

Dosti hai naam sukh dukh nibhane ka
Dosti raaz sada muskurane ka
yeh koi palbhar ki pehchaan nahi
yeh sath hai umar bhar nibhane ka…!!!

Dil se phool bankar hum mehkna jaante hai
Muskurake hum gum bulana jaante hai
Log khush hote hai humse kyunki
Bina mile hi hum Dosti nibhana jante hai..!!!

Share:

Best Dosti Sad Shayari in Hindi Fonts


Best Dosti Sad Shayari in Hindi Fonts

Aapki aankhon mein milegi hamein panah
Chahe samjho dil lagi ya samjho gunah
Bhaley hi hamein koi deewana qarar de
Hum to ho gaye aapki dosti mein fanaah…!!!

Tujhko duniya se fursat mile to tujh se poochon
Yaad bhi atay hain tujhe Dost purane wale
Ek tu hai jise bhool na paye hum
Warna andaaz to aate hain hamen bhi zamane wale…!!!

Dosti Ghazal Hai Gungunane Ke Liye
Dosti Naghma Hai Sunane Ke Liye
Yeh Woh Jazba Hai Jo Sab Ko Nahin Milta
Kion Ki Hosla Chahiye Dosti Nibhane Ke Liye…!!!

Ek mulaqat karo hamse inayat samajh kar
har chiz ka hisab denge qayamat samajh kar
meri dosti per kabhi shak na karna
hum dosti bhi karte hain ibadat samjh kar…!!!

Guzre Hue Kal Ki Yaad Aati Hai
Kuch Lamho Se Aankhe Bhar Aati Hain
Woh Subah Rangeen Shaam Nirali Doob Jati Hai
Jab Aap Jaise Doston Ki Yaad Aati Hai…!!!

Dosti zindgi jine ka paigam hoti hai
Dosti sab rishton se mahan hoti hai
Bina dost ke jina bahut muskil hota hai
Kyonki ek dost mein dusre ki jaan hoti hai…!!!


Dosti Shayari in Hindi Collection, Dosti Shayari in Hindi Font, New Dosti Shayari 2018,  Read through a wide collection of latest daily Hindi freindship (dosti) shayari and SMS only on jokesgum.

Share:

Best Dosti Shayari SMS in Hindi Fonts



Best Dosti Shayari SMS in Hindi Fonts

Har raat chand ka shingaar nahi milta
Har bagh ko phool ka dulaar nahi milta
Hamnein bhi duniya dekhi hai
Har insaan ko aap jaisa yaar nahi milta…!!!

Ek phool bhi aksar bagh saja deta hai
Ek hi sitara sansaar chamka deta hai
Jahan duniya bhar ke rishte bhi kaam nahi aate
Wahi ek dost zindagi bana deta hai…!!!

Suna hai asar hota hai baton mein
Tum bhi bhul jaoge do chaar mulakaton mein
Hamse rooth kar jaoge kahan
Tumari to dosti ki lakir hai in hathon mein…!!!

Hum apni dosti ko yaadon mein sajayenge
Dur rehkar bhi band aankhon mein nazar ayenge
Hum koi waqt nahi jo beet jaayenge
Jab yaad karoge tab chale aayenge…!!!

Dost ne dosti ke liye dost ko bhula diya
Kya hua jo kisi aur ke liye aapne hame bhula diya
Hum to waise bhi akele the
Kya hua jo aapne hame ehsas dila diya…!!!

Har karz dosti ka ada koan karega
jab hum hi na rahenge toh dosti hi koan karega
Ae khuda mere dostoon ko salamat rakhna
warna mere jine ki dua koan karega…!!!

Dosti Shayari in Hindi Collection, Dosti Shayari in Hindi Font, New Dosti Shayari 2018,  Read through a wide collection of latest daily Hindi freindship (dosti) shayari and SMS only on jokesgum.

Share:

Top 6 New Hindi Dosti Shayari SMS 2018


Top 6 New Hindi Dosti Shayari SMS

 Teri dosti ne bohat kuch sikhla diya
Meri khamosh duniya ko jaise hasa diya
Karzdaar hoon main khuda ka
Jisne mujhe aap jaise dost se mila diya…!!!

Apni dosti ki gari is tarah chal pari
Jaise kick marte hi bike chal pari
Dua hai na lage is mein koi break
Speed itni ho ki na kar sake koi overtake...!!!

Dosti achchi ho toh rang laati hai
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai
Par agar dosti apne jaisi ho
Toh itihaas banaati hai…!!!


Jaan hai mujhko zindagi se pyaari
Jaan ke liye kar dun kurbaan yaari
Jaan ke liye tod dun dosti tumhari
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari…!!!

Sabne kaha dosti ek dard hai
Humne kaha dard kabul hai
Subne kaha is dard ke saath jee na paogaye
Humne kaha teri dosti ki sath marna kabool hai…!!!

Har lafz ko kagaz pe utara nahi jata
Har naam ko sare - aam pukara nahi jata
Hoti hai dosti mein kuch raaz ki batein
Yun hi to is khel mein hara nahi jata…!!!

Dosti Shayari in Hindi Collection, Dosti Shayari in Hindi Font, New Dosti Shayari 2018,  Read through a wide collection of latest daily Hindi freindship (dosti) shayari and SMS only on jokesgum.

Share:

Best Collection of Dosti Hindi Shayari SMS


Dosti Shayari in Hindi Collection, Dosti Shayari in Hindi Font, New Dosti Shayari 2018,  Read through a wide collection of latest daily Hindi freindship (dosti) shayari and SMS only on jokesgum.
Best Collection of Dosti Hindi Shayari SMS

Dost ek saahil hai tufano ke liye
Dost ek aaina hai armano ke liye
Dost ek mehfil hai anjano ke liye
Dosti ek khawahish hai aap jaise dost ko paane ke liye…!!!

Best Collection of Dosti Hindi Shayari


Jasbaatein ishq naakaam naa hone denge
Dil ki duniya mein kabhi shaam na hone denge
Dosti ka har ilzaam apne sar pe le lenge
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge…!!!

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa
Tere sath guzaraa har lamha yaad aane laga
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga…!!!

Raatein gumnaam hoti hai
Din kisi ke naam hota hai
Hum zindagi kuch is tarah jeete hai
Ki har lamha doston ke naam hota hai…!!!

Zindagi nahi humein doston se pyaari
Doston pe haazir hai jaan hamaari
Aankhon mein hamaari aansun hai toh kya
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari…!!!

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai
Isme toh sirf wafaa daari aur jasbaat hai…!!!

Share:

Top Best Dosti Shayari SMS in Hindi Fonts

Dosti Shayari in Hindi Collection, Dosti Shayari in Hindi Font, New Dosti Shayari 2018,  Read through a wide collection of latest daily Hindi freindship (dosti) shayari and SMS only on jokesgum.


Top Best Dosti Shayari SMS in Hindi Fonts

Ashkon ke daman me Aansu gira kar to dekho,
dosti kitni sacchi hain Aajma kar to dekho,
Apko bhul kar kya hogi dil ki halat
Kisi aine par patthar gira kar to dekho…!!!

Top Best Dosti Shayari SMS in Hindi Fonts


Labon se chukar ek jaam dete jana,
Hathon se apne ek paigam dete jana,
Meri mohabbat ko thukraya jo tune,
To ise dosti ka naam dete jana…!!!

Kitni azeez ho tum ye batayein kaise,
Apni saadgi aapko dikhaye kaise,
Dosti apki anmol hain humare liye,
Do gulab aur ek shayari bhejkar samjhaye kaise…!!!

Tere dil ko sajayenge apne armaan dekar,
Tere labon ko hasayenge apni muskaan dekar,
Dosti ki kasam tujhe kafan se bhi utha layenge,
Tere sharir me apni jaan dekar tujhe bachayenge…!!!

hum apni dosti ko yaadon me sajayenge,
door rahkar bhi band ankho me nazar ayenge,
hum koi waqt nahi jo beet jayenge,
jab yaad karoge tab chale aayenge…!!!

Yaaro ki kami ko pehchaante hoon main,
Iss jahaan ke dukhon ko jaanta hoon main,
Tum jaise yaaron ke hi to sahaare,
Aaj bhi hanskar jeena jaanta hoon main…!!!

Gunah Kar Ke Saza Se Darte Hain,
Zeher Pee Ke Dawa Se Darte Hain,
Dushmano Ke Sitam Ka Khauf Nahi Humein,
Hum Dosto Ke Khafa Hone Se Darte Hain….!!!

Tumhari iss dosti ka kya jawab du,
Tum jaise dost ko kya tohfa du,
Koi achha sa phool hota to la deta,
Par jo khud gulistaan hain use kya gulaab du..!!!

Share:

Copyright © 2018 Jokesgum All Rights Reserved